Aankhon Ki Gustakhiyan Lyrics | Kavita Krishnamurthy | Karsan Sagathia
Here is the lyrics and Information about Aankhon Ki Gustakhiyan song. This song is released on 30 Apr 1999 by label T-Series and runs for 5:47. This song is from movie Hum Dil De Chuke Sanam. It features actor Salman Khan, Aishwarya Rai Bachchan and singer Kavita Krishnamurthy, Karsan Sagathia. Aankhon Ki Gustakhiyan song's music is given by Ismail Darbar and lyrics penned by Mehboob. It got released in language Hindi.
Aankhon Ki Gustakhiyan Full Video Song
Aankhon Ki Gustakhiyan Lyrics
LYRICS |
---|
Aankhon Ki Gustakhiyan Maaf Hoon O Aankhon Ki Gustakhiyan Maaf Hoon Ek Tuk Tumhein Dekhti Hain Jo Baat Kehna Chaahe Zubaan Tumse Vo Ye Kehti Hain Aankhon Ki Sharmohaya Maaf Ho Tumhein Dekhke Jhukti Hain sacnilk.com Uthi Aankhein Jo Baat Na Keh Sakin Jhuki Aankhein Wo Kehti Hain Aankhon Ki Aankhon Ki Gustakhiyan Maaf Hoon Kaajal Ka Ek Til Tumhare Labhon Pe Laga Loon La La La Haan Chanda Aur Suraj Ki Nazron Se Tumko Bacha Loon Hmmm Oh Palkhon Ki Chilman Mein Aao Main Tumko Chhupa Loon Aa A Khayaalon Ki Ye Shokhiyaan Maaf Hon (hhhaan) Har Dam Tumhein Sochti Hain Jab Hosh Mein Hota Hai Jahan Madhosh Ye Krti Hain Aankhon Ki Sharmohaya Maaf Ho Ye Zindagi Aapki Hi Amaanat Rahegi (aye Hey) Dil Mein Sada Aapki Hi Mohabbat Rahegi (aye Hey) In Saanson Ko Aapki Hi Zaroorat Rahegi Haan Is Dil Ki Naadaniyaan Maaf Hon Ye Mere Kahan Sunti Hain Ye Pal Pal Jo Hote Hain Bepal Sanam Toh Sapne Naye Bunti Hain Aankhon Ki Aankhon Ki Gustakhiyan Maaf Hon Sharmohaya Maaf Ho |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Salman Khan |
Actress | Aishwarya Rai Bachchan |
Music Director | Ismail Darbar |
Singer | Kavita Krishnamurthy Karsan Sagathia |
Lyricist | Mehboob |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | T-Series |
Duration | 5:47 |
Release Date | 30 Apr 1999 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Hum Dil De Chuke Sanam |