Ae Dil Hai Mushkil Lyrics | Arijit Singh
Here is the lyrics and Information about Ae Dil Hai Mushkil song. This song is released on 26 Oct 2016 by label Sony Music India and runs for 4:28. This song is from movie Ae Dil Hai Mushkil. It features actor Ranbir Kapoor, Anushka Sharma and singer Arijit Singh. Ae Dil Hai Mushkil song's music is given by Pritam and lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. It got released in language Hindi.
Ae Dil Hai Mushkil Full Video Song
Ae Dil Hai Mushkil Lyrics
LYRICS |
---|
Tu Safar Mera Hai Tu Hi Meri Manzil Tere Bina Guzara Ae Dil Hai Mushkil Tu Mera Khuda Tu Hi Duaa Mein Shaamil Tere Bina Guzara Ae Dil Hai Mushkil Mujhe Aazmaati Hai Teri Kami sacnilk.com Meri Har Kami Ko Hai Tu Laazmi Junoon Hai Mera Banoon Main Tere Qaabil Tere Bina Guzaara Ae Dil Hai Mushkil Yeh Rooh Bhi Meri Yeh Jism Bhi Mera Utna Mera Nahi Jitna Hua Tera Tune Diya Hai Jo Woh Dard Hi Sahi Tujhse Mila Hai Toh Inaam Hai Mera Mera Aasmaan Dhoondhe Teri Zameen Meri Har Kami Ko Hai Tu Laazmi Zameen Pe Na Sahi Toh Aasmaan Mein Aa Mil Tere Bina Guzara Ae Dil Hai Mushkil Maana Ki Teri Maujoodgi Se Ye Zindagani Mehroom Hai Jeene Ka Koi Dooja Tareeka Na Mere Dil Ko Maaloom Hai Tujhko Main Kitni Shiddat Se Chaahun Chaahe Toh Rehna Tu Be-khabar Mohtaaj Manzil Ka Toh Nahi Hai Ye Ek Tarfa Mera Safar Safar Khoobsurat Hai Manzil Se Bhi Meri Har Kami Ko Hai Tu Laazmi Adhura Hoke Bhi Hai Ishq Mera Kaamil Tere Bina Guzara Ae Dil Hai Mushkil |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Ranbir Kapoor |
Actress | Anushka Sharma |
Music Director | Pritam |
Singer | Arijit Singh |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Sony Music India |
Duration | 4:28 |
Release Date | 26 Oct 2016 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Ae Dil Hai Mushkil |