Baat Meri Suniye To Zara Lyrics | Shankar Mahadevan | Mahalaxmi Iyer
Here is the lyrics and Information about Baat Meri Suniye To Zara song. This song is released on 05 Sep 2003 by label Saregama and runs for 5:43. This song is from movie Kuch Naa Kaho. It features actor Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai Bachchan and singer Shankar Mahadevan, Mahalaxmi Iyer. Baat Meri Suniye To Zara song's music is given by Shankar Ehsaan Loy and lyrics penned by Javed Akhtar. It got released in language Hindi.
Baat Meri Suniye To Zara Full Video Song
Baat Meri Suniye To Zara Lyrics
LYRICS |
---|
Baat Meri Suniye To Zara Baat Meri Suniye To Zara Kahiye Aapko Hai Kehena Hai Kya Meri Baat Sunke Bataiye Ke Iske Bare Mein Hai Aap Ka Khayal Kya Itna Kyon Guroor Aap Mein Hai Itna Aap Mein Hai Naaz Kisliye Bataiye Hai Kisne Yeh Sikhaya Aapko Ke Jo Bhi Tumko Chahe Jo Bhi Tum Ko Pyaar Se Mile Usi Se Tum Raho Khafa Khafa sacnilk.com Baat Meri Suniye To Zara Kahiye Aapko Hai Kehena Hai Kya Aise Hum Nahi Hai Lekin Hum Agar Ho Aise Bhi To Issmein Kya Hua Kyon Na Ho Guror Humko Kyon Na Hum Ko Naaz Ho Ke Hum Haseen Logo Ki Hi Thokaro Mein Hai Zamana Jisko Dekhiye Humara Hai Deewana Hum Kisi Ka Bhi Dil Tod De Kisko Aadhe Raste Mein Chod De To Usko Bhi Duniya Kehti Hai Ada Hey Hey Hey Aap Ko Jawab Mil Gaya Ho Ho Ho Kahiye Kaisa Aap Ko Laga Baat Meri Suniye To Zara Aaj Sunhi Lijiye Ke Kya Hai Husn Aapka Kya Hai Aap Ki Ada Aap Ke Har Ek Sitam Ko Humne Hi Ada Kaha Aur Aap Ki Har Ek Ada Ko Haske Humne Hi Saha Humne Hi To Zara Si Baat Ko Bada Ke Daastan Kar Diya Humne Hi To Husn Ki Zameen Ko Aasmaan Kar Diya Hai Duniya Mein Jo Aap Ka Yeh Husn Bemisal Hai To Is Mein Bhi Hamare Ishq Ka Hi To Kamal Hai Agar Humhi Na Hote Isko Kaun Poochta Aapko Agar Khayal Hai Aapko Agar Khayal Hai Ki Hum Husn Jo Mila Hai Aapne Diya Hai Yani Jo Bhi Hai Kamal Aapne Kiya Hai To Yeh Baat Saaf Hai Ki Humko Dekhte Hi Aapko Nasha Sa Ho Gaya Hai Sara Hosh Kho Gaya Hai Warna Aisi Ulti Sidhi Behki Behki Baato Ki Waje Hai Kya Nahin Samaj Mein Aayi Meri Baat To Nahin Sahin Jo Aap Apne Husn Par Guror Karte Hai To Kariyen Par Na Bhool Jayega Hum Ne Hi To Khoon E Dil Diya Jisse Rop Mein Yeh Rang Aa Gaya Hai Aap Ka Yeh Husn Duniya Bhar Pe Cha Gaya Hai Ho Jadoo Ban Ke Hum Nigaho Par Cha Gaye Dilo Mein Jo Samagaye Hai To Hairat Ismein Kya Hai Chehra Phool Hot Kaliyan Aur Zulfein Hai Andhera Aisa Jo Mehak Raha Hai Humne Hi To Aap Ke In Hoto Ko Gulab Aur Chehre Ko Kamal Kaha Hai Hum Ne Hi To Aapki Nazar Ko Jadoo Baton Ko Ghazal Kaha Hai Hum Ne Hi Zulf Ko Kabhi Kaha Hai Raat Aur Kabhi Ghata Agar Humi Na Dekhte Na Chahate Na Poochte To Patharo Ke Booth Ko Kaun Kehta Phir Kudha Baat Meri Suniye To Zara Chodiye Bhi Kehne Aur Sunne Ko Hai Baki Kya Raha Dekhiye Main Keh Rahi Hoon Baat Meri Suniye To Zara Aap Kya Kahengi Mujhko Khoob Hai Pata Are Baat Meri Suniye To Zara Phir Milenge Agar Waqt Agar Mila Par Baat Meri |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Abhishek Bachchan |
Actress | Aishwarya Rai Bachchan |
Music Director | Shankar Ehsaan Loy |
Singer | Shankar Mahadevan Mahalaxmi Iyer |
Lyricist | Javed Akhtar |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Saregama |
Duration | 5:43 |
Release Date | 05 Sep 2003 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Kuch Naa Kaho |