Baawra Lyrics | Nihira Joshi | Gulzar | Shankar Mahadevan
Here is the lyrics and Information about Baawra song. This song is released on 01 Oct 2014 by label YRF Music and runs for 6:37. This song is from movie Kill Dil. It features actor Ali Zafar, Ranveer Singh, Parineeti Chopra and singer Nihira Joshi, Gulzar, Shankar Mahadevan. Baawra song's music is given by Shankar Ehsaan Loy and lyrics penned by Gulzar. It got released in language Hindi.
Baawra Full Video Song
Baawra Lyrics
LYRICS |
---|
Koi Atka Hua Hai Pal Shayad Waqt Mein Pad Gaya Hai Bal Shayad Dil Agar Hai To Dard Bhi Hoga Iska Koi Nahi Hai Hal Shayad? Aa Bujh Gaye Taare O Yaara Aasaman Kaala Lage Re Kuch Bhi Nazar Naa Aavey Ankhiyon Me Jaala Lage Re Dil Waali Naukri Ne Maara sacnilk.com O Yaara Dil Waali Naukri Ne Maara O Meetha Lage Ab Bhi Wo Yaaro Dardon Ki Tokri Utaaro Dil Waali Naukri Ne Maara O Yaara Dil Waali Naukri Ne Maara Sweeta O Sweeta Tere Bin Koylon Se Kaale Kaale Huey Din Tere Bin Tere Bin Tere Bin O Zindagi Uljha Hua Sauda Hai Umrein Leta Hai Ik Pal De Kar Main Bawra Baawra Main Baawra (x2) Ho Marne Se Mujhe Koi Dar To Nahin Haan Tere Bin Mushqil Hogi Jeena Bhi Pade Toh Bhi Mujhko Haan Tere Bin Mushqil Hogi Seene Mein Ishq Ka Ik Bujha Sa Diya Main Toh Leke Chala Zindagi Uljha Hua Sauda Hai Umrein Leta Hai Ik Pal De Kar Main Bawra Baawra Main Bawra O Wo { Sargam } Shaam Hai Toh Shaam Sahi Raat Na Hone Dena Aas Ki Saans Chalti Rahe Maat Na Hone Dena Jin Aankhon Mein Neend Nahin Hai Unn Aankhon Me Khwaab Tha Koi Khwaab Wo Khwaab Tum Khone Na Dena Baawra Baawra Baawra Zindagi Uljha Hua Sauda Hai Umrein Leta Hai Ik Pal De Kar Main Bawra Baawra Main Baawra Zindagi Uljha Hua Sauda Hai Umrein Leta Hai Ik Pal De Kar Dil Bawra Baawra Dil Baawra |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Ali Zafar Ranveer Singh |
Actress | Parineeti Chopra |
Music Director | Shankar Ehsaan Loy |
Singer | Nihira Joshi Gulzar Shankar Mahadevan |
Lyricist | Gulzar |