Bumbro Bumbro Lyrics | Sunidhi Chauhan | Shankar Mahadevan | Jaspinder Narula
Here is the lyrics and Information about Bumbro Bumbro song. This song is released on 01 Jan 2000 by label Tips Industries Limited and runs for 5:08. This song is from movie Mission Kashmir. It features actor Hrithik Roshan, Preity Zinta and singer Sunidhi Chauhan, Shankar Mahadevan, Jaspinder Narula. Bumbro Bumbro song's music is given by Shankar Ehsaan Loy and lyrics penned by Rahat Indori. It got released in language Hindi.
Bumbro Bumbro Full Video Song
Bumbro Bumbro Lyrics
LYRICS |
---|
Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro Aaye Ho Kis Bagiya Se Oh Oh Tum Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro Aaye Ho Kis Bagiya Se Oh Oh Tum Bhanwre O Shyam Bhanwre Khushiyon Ko Saath Laaye Mehndi Ki Raat Mein Tum Leke Saugat Aaye Ho Kaajal Ka Rang Laaye Nazrein Utaarne Ko sacnilk.com Baaghon Se Phool Laaye Raste Sanwaarne Ko Haan Kaajal Ka Rang Laaye Nazrein Utaarne Ko Baaghon Se Phool Laaye Raste Sanwaarne Ko Haan Mehndi Ki Chhaon Mein Geet Sunayein Bumbro Jhoome Nachein Saaz Gaayein Jashn Manayein Bumbro Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro Aaye Ho Kis Bagiya Se Oh Oh Tum Khil Khil Ke Laal Hua Mehndi Ka Rang Aise Gori Hatheliyon Pe Khilte Ho Phool Jaise Bumbro Bumbro Bumbro Bumbro Ae Khil Khil Ke Laal Hua Mehndi Ka Rang Aise Gori Hatheliyon Pe Khilte Ho Phool Jaise Yeh Rang Dhoop Ka Yeh Rang Chhaon Ka Hai Mehndi Ka Rang Nahin Maa Ki Duaaon Ka Hai Is Mehndi Ka Rang Hai Sachcha Baaki Saare Jhoote Haathon Se Ab Mehndi Ka Yeh Rang Kabhi Na Chhoote O Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro Aaye Ho Kis Bagiya Se Oh Oh Tum Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro Aaye Ho Kis Bagiya Se Oh Oh Tum Chanda Ki Paalki Mein Dil Ki Muraad Layi Jannat Ka Noor Leke Mehndi Ki Raat Aayi Mehndi Ki Raat Aayi Chanda Ki Paalki Mein Dil Ki Muraad Layi Jannat Ka Noor Leke Mehndi Ki Raat Aayi Rukh Pe Saheliyon Ke Khwabon Ki Roshni Hai Sabne Duaayein Maangi Rab Ne Kabool Ki Hai Yeh Haathon Mein Mehndi Hai Ya Shaam Ki Daali Bumbro Chaand Sitaare Rehkar Aaye Raat Ki Daali Oh Chanda Ki Paalki Mein Dil Ki Muraad Layi Jannat Ka Noor Leke Mehndi Ki Raat Aayi Rukh Pe Saheliyon Ke Khwabon Ki Roshni Hai Sabne Duaayein Maangi Rab Ne Kabool Ki Hai Yeh Haathon Mein Mehndi Hai Ya Shaam Ki Daali Bumbro Chaand Sitaare Rehkar Aaye Raat Ki Daali Bumbro Haan Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro Bumbro Bumbro Shyam Rang Bumbro Aaye Ho Kis Bagiya Se Oh Oh Tum Aaye Ho Kis Bagiya Se Bumbro Bumbro Oh Oh Tum Bumbro Bumbro Oh Oh Tum Aaye Ho Kis Bagiya Se Bumbro Bumbro Oh Oh Bumbro Bumbro Aaye Ho Kis Bagiya Se Oh Oh Tum Bumbro Bumbro Bumbro Bumbro Bumbro Bumbro Bumbro Bumbro Bumbro Bumbro |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Hrithik Roshan |
Actress | Preity Zinta |
Music Director | Shankar Ehsaan Loy |
Singer | Sunidhi Chauhan Shankar Mahadevan Jaspinder Narula |
Lyricist | Rahat Indori |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Tips Industries Limited |
Duration | 5:08 |
Release Date | 01 Jan 2000 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Mission Kashmir |