Chupke Se Lyrics | Murtuza Mustafa | Qadir Mustafa | Sadhana Sargam
Here is the lyrics and Information about Chupke Se song. This song is released on 18 Oct 2002 by label T-Series and runs for 6:02. This song is from movie Saathiya. It features actor Vivek Oberoi, Rani Mukerji and singer Murtuza Mustafa, Qadir Mustafa, Sadhana Sargam. Chupke Se song's music is given by A. R. Rahman and lyrics penned by Gulzar. It got released in language Hindi.
Chupke Se Full Video Song
Chupke Se Lyrics
LYRICS |
---|
Doston Se Jhoothi Moothi Dusron Ka Naam Leke Phir Meri Baatein Karna Yaara Raat Se Din Karna Lambi Judaai Teri Bada Mushkil Hai Aahon Se Dil Bharna Yaara Raat Se Din Karna Kab Yeh Poori Hogi Door Yeh Doori Hogi - 2 Roz Safar Karna Yaara Raat Se Din Karna --FEMALE-- sacnilk.com Chupke Se Chupke Se Raat Ki Chaadar Tale Chaand Ki Bhi Aahat Na Ho Baadal Ke Peechhe Chale Jale Katra Katra Gale Katra Katra Raat Bhi Na Hile Aadhi Aadhi Yeh - 2 Chupke Se Lag Jaa Gale Raat Ki Chaadar Tale Farvari Ki Sardiyon Ki Dhoop Mein Moondi Moondi Ankhiyon Se Dekhna Haath Ki Aad Se Neemi Neemi Thand Aur Aag Mein Haule Haule Maarwa Ke Raag Mein Meer Ki Baat Ho Din Bhi Na Doobe Raat Na Aaye Shaam Kabhi Na Dhale Shaam Dhale To Subh Na Aaye Raat Hi Raat Chale Chupke Se Chupke Se Raat Ki Chaadar Tale Chaand Ki Bhi Aahat Na Ho Baadal Ke Peechhe Chale --MALE-- Doston Se Jhoothi Moothi Dusron Ka Naam Leke Phir Meri Baatein Karna Yaara Raat Se Din Karna Lambi Judaai Teri Bada Mushkil Hai Aahon Se Dil Bharna Yaara Raat Se Din Karna Kab Yeh Poori Hogi Door Yeh Doori Hogi - 2 Roz Safar Karna Yaara Raat Se Din Karna --FEMALE-- Tujh Bina Pagli Yeh Purvai - 2 Aake Meri Chunri Mein Bhar Gayi Tu Kabhi Aise Hi Gale Lag Jaise Yeh Purvai Aa Gale Lag Jaise Yeh Purvai Saathiya Sun Tu Kal Jo Mujhko Neend Na Aayi Paas Bulaaye Na God Mein Apni Sar Rakh Le Na Lori Suna De Na Chupke Se Lag Jaa Gale Raat Ki Chaadar Tale Chaand Ki Bhi Aahat Na Ho Baadal Ke Peechhe Chale Jale Katra Katra Gale Katra Katra Raat Bhi Na Hile Aadhi Aadhi Yeh - 2 Chupke Se Lag Jaa Gale Raat Ki Chaadar Tale Chaand Ki Bhi Aahat Na Ho Baadal Ke Peechhe Cha |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Vivek Oberoi |
Actress | Rani Mukerji |
Music Director | A. R. Rahman |
Singer | Murtuza Mustafa Qadir Mustafa Sadhana Sargam |
Lyricist | Gulzar |