Der Lagi Lekin Lyrics | Shankar Mahadevan
Here is the lyrics and Information about Der Lagi Lekin song. This song is released on 06 Jun 2011 by label T-Series and runs for 5;55. This song is from movie Zindagi Na Milegi Dobara. It features actor Farhan Akhtar, Hrithik Roshan and singer Shankar Mahadevan. Der Lagi Lekin song's music is given by Shankar Ehsaan Loy and lyrics penned by Javed Akhtar. It got released in language Hindi.
Der Lagi Lekin Full Video Song
Der Lagi Lekin Lyrics
LYRICS |
---|
Der Lagi Lekin Maine Ab Hai Jeena Seekh Liya Jaise Bhi Ho Din Maine Ab Hai Jeena Seekh Liya Ab Maine Yeh Jaana Hai Khushi Hai Kya Gumm Kya Dono Hi Do Pal Ki Hai Ruttein Na Yeh Thehre Na Rukey Zindagi Do Rangon Se Bane Ab Roothe Ab Maane Yehi Toh Hai Yehi Toh Hai Yahaan sacnilk.com Der Lagi Lekin Maine Ab Hai Jeena Seekh Liya Aansuon Ke Bin Maine Ab Hai Jeena Seekh Liya Ab Maine Yeh Jaana Hai Kise Kahoon Apna Hai Koi Jo Yeh Mujhse Keh Gaya Yeh Kahan Tu Reh Gaya Zindagi Toh Hai Jaise Karvaan Tu Hai Tanha Kab Yahan Sabhi Toh Hai Sabhi Toh Hai Yahaan Koi Sunaaye Joh Hassti Muskaraati Kahani Kehta Hai Dil Main Bhi Sunu Aansu Bhi Moti Ho Jo Kisi Ke Nishaani Kehta Hai Dil Main Bhi Chunu Baahein Dil Ki Ho Baahon Mein Chalta Chalun Yunhi Raahon Mein Bus Yunhi Ab Yahan Kab Wahan Der Lagi Lekin Maine Ab Hai Jeena Seekh Liya Aansuon Ke Bin Maine Ab Hai Jeena Seekh Liya Hai Koi Jo Yeh Mujhse Keh Gaya Yeh Kahan Tu Reh Gaya Zindagi Toh Hai Jaise Karvaan Tu Hai Tanha Kab Yahan Sabhi Toh Hai Sabhi Toh Hai Yahaan (sabhi Toh Hai Sabhi Toh Hai Yahaan) |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Farhan Akhtar Hrithik Roshan |
Music Director | Shankar Ehsaan Loy |
Singer | Shankar Mahadevan |
Lyricist | Javed Akhtar |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | T-Series |
Duration | 5;55 |
Release Date | 06 Jun 2011 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Zindagi Na Milegi Dobara |