Dil Mein Dhadkanon Mein Lyrics | Shaan | Balram | Shankar Mahadevan
Here is the lyrics and Information about Dil Mein Dhadkanon Mein song. This song is released on 06 Jun 2003 by label Saregama and runs for 5:53. This song is from movie Nayee Padosan. It features actor and singer Shaan, Balram, Shankar Mahadevan. Dil Mein Dhadkanon Mein song's music is given by Shankar Ehsaan Loy and lyrics penned by Sameer (lyricist). It got released in language Hindi.
Dil Mein Dhadkanon Mein Full Video Song
Dil Mein Dhadkanon Mein Lyrics
LYRICS |
---|
Dil Mein Dhadkanon Mein Sirf Tum Ho Meri Jaan Tere Pyaar Mein To Chhod Doon Main Do Jahan Ho Dil Mein Dhadkanon Mein Sirf Tum Ho Meri Jaan Tere Pyaar Mein To Chhod Doon Main Do Jahan Tere Liye Saansein sacnilk.com Meri Tere Liye Zindagi Tu Jo Kahe De Doon Tujhe Hanske Sanam Har Khushi Dil Mein Dhadkanon Mein Sirf Tum Ho Meri Jaan Tere Pyaar Mein To Chhod Doon Main Do Jahan Tere Liye Saansein Meri Tere Liye Zindagi Tu Jo Kahe De Doon Tujhe Hanske Sanam Har Khushi Chot Khaayi Akele Mein Roya LyricsbogieCom Teri Chaahat Mein Kya Kya Na Khoya Aake To Dekh Kya Haal Hai Mera Banta Naseeba Yun Phoota Haathapaai Mein Yeh Haath Toota Kaisi Bigdi Meri Chaal Hai Ab Na Koi Barbaad Ho Duniya Teri Aabaad Ho De Raha Hoon Yahi Main Dua Dil Mein Dhadkanon Mein Sirf Tum Ho Meri Jaan Tere Pyaar Mein To Chhod Doon Main Do Jahan Besure Ho Gaye Geet Mere Kya Sunaaoon Tujhe Meet Mere Roothe Roothe Mere Saaz Hai Taan Kaise Bhala Main Lagaaoon Sargamon Ko Main Kaise Jagaaoon Taal Bhi Mujhse Naaraaz Hai Gaana Mujhe Rona Lage Paana Mujhe Khona Lage Kya Karoon Yeh Mujhe Tu Bata Dil Mein Dhadkanon Mein Sirf Tum Ho Meri Jaan Tere Pyaar Mein To Chhod Doon Main Do Jahan Tere Liye Saansein Meri Tere Liye Zindagi Tu Jo Kahe De Doon Tujhe Hanske Sanam Har Khushi |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Music Director | Shankar Ehsaan Loy |
Singer | Shaan Balram Shankar Mahadevan |
Lyricist | Sameer (lyricist) |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Saregama |
Duration | 5:53 |
Release Date | 06 Jun 2003 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Nayee Padosan |