GRAHAN Lyrics | Vishal Dadlani
Here is the lyrics and Information about GRAHAN song. This song is released on 30 May 2016 by label T-Series and runs for 4:40. This song is from movie Te3n. It features actor Amitabh Bachchan, Nawazuddin Siddiqui, Vidya Balan and singer Vishal Dadlani. GRAHAN song's music is given by Clinton Cerejo and lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. It got released in language Hindi.
GRAHAN Full Video Song
GRAHAN Lyrics
LYRICS |
---|
Khushi Ke Jalte Sooraj Ko Sukoon Ke Ujhale Ghumbaj Ko Boori Nazron Ka Nighal Gaya Grahan Asar Thi Uski Saazish Mein Jo Saiyaron Ki Gardish Mein Zaher Ki Tarha Thaher Gaya Grahan Khushi Ke Jalte Sooraj Ko Sukoon Ke Ujhale Ghumbaj Ko Boori Nazron Ka Nighal Gaya Grahan sacnilk.com Woh Aafat Hi Kuch Aisi Thi Ki Fitrat Dhi-makh Jaisi Thi Jo Til Til Karke Utar Gaya Grahan Nazron Ki Aage Dhvandh Hai Sab Darwaze Bandh Hai Jootha Lage Har Dilasa Haaf Rahi Aawaaz Hai Parde Ke Peechhe Raaz Hai Hota Nahi Kyun Khulasa Muskurahat Sehmi Hai Gham Ki Gehma Ghemi Hai Duaaen Saari Nikali Kebewafa Raat Katati Karvat Mein Aansu Chhupake Silvat Mein Subaah Ki Kirane Bhi Lagti Hai Khafa Qayamat Bhar Ke Daaman Mein Kisi Ke Ghar Ke Aangan Mein Keher Ki Tarha Utar Gaya Grahan Nazron Ki Aage Dhvandh Hai Sab Darwaze Bandh Hai Jootha Lage Har Dilasa Parde Ke Peechhe Raaz Hai Hota Nahi Kyun Khulasa |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Amitabh Bachchan Nawazuddin Siddiqui |
Actress | Vidya Balan |
Music Director | Clinton Cerejo |
Singer | Vishal Dadlani |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |