Gaaye Jaa Lyrics | Shreya Ghoshal
Here is the lyrics and Information about Gaaye Jaa song. This song is released on 24 Jul 2015 by label Sony Music India and runs for 5:42. This song is from movie Brothers. It features actor Sidharth Malhotra, Akshay Kumar and singer Shreya Ghoshal. Gaaye Jaa song's music is given by Ajay-Atul and lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. It got released in language Hindi.
Gaaye Jaa Full Video Song
Gaaye Jaa Lyrics
LYRICS |
---|
Suraj Tera Gardish Mein Hai Dhalte Huaa Keh Gaya Phir Laut Ke Aaunga Main Nazdeek Hi Hai Subah Gaaye Jaa Gaaye Jaa Gham Mein Hai Sargam Gunguna Ye Dhun Gaaye Jaa Gaaye Ja Gaaye Ja Raat Ke Dhaagon Se Savera Bun Gaaye Ja Gaaye Ja Gaaye Ja sacnilk.com Gham Mein Hai Sargam Gunguna Ye Dhun Gaaye Ja Apna Hi Apna Kyun Kehlaaya Hai Kaise Koi Tay Karta Hai Kaun Paraaya Hai Ek Wohi Rishta Teri Kamaayi Hai Dard Ke Pal Mein Jisne Tera Saath Nibhaya Hai Toota Huaa To Kya Sitaara Tu Kisi Ka Bann Sahara Tu Mmm Gaaye Ja Gaaye Ja Raat Ke Dhaagon Se Savera Bun Gaaye Ja Gaaye Ja Gaaye Ja Gham Mein Hai Sargam Gunguna Ye Dhun Gaaye Ja Ho Aankhon Mein Rakhna Sapne Tu Kal Ke Tujhko Lekin Un Tak Jana Hoga Khud Chal Ke Majhdhaaron Se Tu Haar Nahin Jaana Saahil Tujhko Paana Hoga Lehron Mein Dhalke Hai Zindagi Wohi Jo Chalti Hai Yeh Girke Hi Sambhalti Hai |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Sidharth Malhotra Akshay Kumar |
Music Director | Ajay-Atul |
Singer | Shreya Ghoshal |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Sony Music India |
Duration | 5:42 |
Release Date | 24 Jul 2015 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Brothers |