Ho Aaj Majhab Koi Lyrics | k k | vinod rathor | Vijayta Pandit | Roop Kumar Rathod
Here is the lyrics and Information about Ho Aaj Majhab Koi song. This song is released on 01 Jan 2001 by label Universal Music India Pvt. Ltd and runs for 7:07. This song is from movie Censor. It features actor and singer k k, vinod rathor, Vijayta Pandit, Roop Kumar Rathod. Ho Aaj Majhab Koi song's music is given by Jatin-Lalit and lyrics penned by Gopaldas Saxena (Neeraj). It got released in language Hindi.
Ho Aaj Majhab Koi Full Video Song
Ho Aaj Majhab Koi Lyrics
LYRICS |
---|
Ho Aaj Majhab Koi Ek Aisa Naya Aaj Majhab Koi Ek Aisa Naya Dosto Iss Jahan Mein Chalaya Jaaye Ho Aaj Majhab Koi Ek Aisa Naya Dosto Iss Jahan Mein Chalaya Jaaye Jisme Insaan Insaan Banke Rahe Aa Jisme Insaan Insaan Banke Rahe Aur Gulshan Ko Gulshan Banaya Jaaye Aaj Majhab Koi Ek Aisa Naya Dosto Iss Jahan Mein Chalaya Jaaye Aaj Majhab Koi Ek Aisa Naya sacnilk.com Dosto Iss Jahan Mein Chalaya Jaaye Jisme Insaan Insaan Banke Rahe Aur Gulshan Ko Gulshan Banaya Jaaye Aaj Majhab Koi Ek Aisa Naya Dosto Iss Jahan Mein Chalaya Jaaye Aa Jisase Badhakar Koi Kitab Nahi Are Jiska Milta Koi Jawab Nahi Umr Bhar Chadh Kar Jo Nahi Utare Woh Nasha Hai Magar Sharab Nahi Use Pyar Zamana Kehta Hai Uska Deewana Rehta Hai Yeh Aisa Hai Rangin Nasha Yeh Jitna Chadhe Utna Hi Maza Yeh Jitna Chadhe Utna Hi Maza Yeh Jitna Chadhe Utna Hi Maza Hontho Pe Gulab Yahi Toh Hai Aankho Mein Khwab Yahi Toh Hai Galo Pe Shabab Yahi Toh Hai Ghunghat Mein Hijab Yahi Toh Hai Hontho Pe Gulab Aankho Mein Khwab Galo Pe Shabab Ghunghat Mein Hijab Yahi To Hai Yahi To Hai Yahi To Hai Yahi To Hai Isko Paya Mira Ne Isko Hi Gaya Kabira Ne O Har Ruh Ki Aawaz Hai Yeh Sabse Sundar Sajh Hai Yeh Jis Se Roshan Padosi Ka Aangan Rahe Ho Jis Se Roshan Padosi Ka Aangan Rahe Woh Diya Har Ghar Mein Jalaya Jaaye Jisme Insaan Insaan Banke Rahe Aur Gulshan Ko Gulshan Banaya Jaaye Aaj Majhab Koi Ek Aisa Naya Dosto Iss Jahan Mein Chalaya Jaaye Aa Yeh Chhav Bhi Hai Aur Dhup Bhi Hai Rup Bhi Hai Aur Anup Bhi Hai Yeh Shabnam Bhi Angar Bhi Hai Yeh Megh Bhi Hai Malhar Bhi Hai Are Isme Duniya Ki Javani Hai Yeh Aag Key Bhitar Pani Hai Yeh Ruh Ka Ek Sarovar Hai Khatare Mein Ek Samandar Hai Khatare Mein Ek Samandar Hai Khatare Mein Ek Samandar Hai Isme Duniya Ki Javani Hai Yeh Aag Key Bhitar Pani Hai Yeh Ruh Ka Ek Sarovar Hai Khatare Mein Ek Samandar Hai Shayar Ka Haseen Tasavur Hai Sangit Ka Ek Svayamvar Hai Shayar Ka Haseen Tasavur Hai Sangit Ka Ek Svayamvar Hai Yeh Sabko Sab Kuch Deta Hai Aur Badle Mein Badle Mein Badle Mein Bas Dil Leta Hai Dil Leta Hai Bas Dil Leta Hai Dil Leta Hai Iska Jo Karam Aaj Ho Jaaye Iska Jo Karam Aaj Ho Jaaye To Yeh Mehfil Bhi Jannat Si Ho Jaaye To Yeh Mehfil Bhi Jannat Si Ho Jaaye Iska Jo Karam Aaj Ho Jaaye Iska Jo Karam Aaj Ho Jaaye To Yeh Mehfil Bhi Jannat Si Ho Jaaye Jisme Insaan Insaan Banke Rahe Jisme Insaan Insaan Banke Rahe Aur Gulshan Ko Gulshan Banaya Jaaye Aaj Majhab Koi Ek Aisa Naya Dosto Iss Jahan Mein Chalaya Jaaye Dosto Iss Jahan Mein Chalaya Jaaye Dosto Iss Jahan Mein Chalaya Jaaye Dosto Iss Jahan Mein Chalaya Jaaye |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Music Director | Jatin-Lalit |
Singer | k k vinod rathor Vijayta Pandit Roop Kumar Rathod |
Lyricist | Gopaldas Saxena (Neeraj) |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Universal Music India Pvt. Ltd |
Duration | 7:07 |
Release Date | 01 Jan 2001 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Censor |