Ishq Da Rog Bura Lyrics | vinod rathor | Lata Mangeshkar
Here is the lyrics and Information about Ishq Da Rog Bura song. This song is released on 24 Dec 1993 by label Saregama and runs for 5:43. This song is from movie Darr. It features actor Shah Rukh Khan, Sunny Deol, Juhi Chawla and singer vinod rathor, Lata Mangeshkar. Ishq Da Rog Bura song's music is given by Shiv-Hari and lyrics penned by Anand Bakshi. It got released in language Hindi.
Ishq Da Rog Bura Full Video Song
Ishq Da Rog Bura Lyrics
LYRICS |
---|
Ishq Da Rog Bura Oye Hoye Ishq Da Rog Bura Oye Hoye Ishq Da Rog Bura Oye Hoye Ishq Da Rog Bura Oye Hoye O Rabba Rog Na Yeh Lag Jaaye Ishq Da Rog Bura Oye Hoye O Rabba Rog Na Yeh Lag Jaaye O Rabba Rog Na Yeh Lag Jaaye O Yaaron Lag Na Kisi Ko Jaaye Agar Yeh Ishq Na Ho Aaye Haaye Toh Phir Kis Kaam Jawaani Aaye Agar Yeh Ishq Na Ho Aaye Haaye Toh Phir Kis Kaam Jawaani Aaye sacnilk.com Gale Mein Daale Na Phanda Kisi Ki Zulfon Ka Phanda Woh Chaahe Phaansi Pe Chadh Jaaye Ishq Da Rog Bura Oye Hoye O Rabba Rog Na Yeh Lag Jaaye Ishq Da Rog Bura Oye Hoye O Rabba Rog Na Yeh Lag Jaaye Yeh Tere Bas Ka Kaam Nahin Ke Aashiq Tera Naam Nahin Tu Chaahe Geet Ishq Ke Gaaye Agar Yeh Ishq Na Ho Aaye Haaye Toh Phir Kis Kaam Jawaani Aaye Agar Yeh Ishq Na Ho Aaye Haaye Toh Phir Kis Kaam Jawaani Aaye Oye Hoye Oye Hoye Nahin Yeh Kaagaz Yeh Dil Hai Mitaana Baad Mein Mushkil Hai Na Likhna Is Dil Pe Kuchh Haaye Ishq Da Rog Bura Oye Hoye O Rabba Rog Na Yeh Lag Jaaye Ishq Da Rog Bura Oye Hoye O Rabba Rog Na Yeh Lag Jaaye Idhar Aa Naam Tera Likh De Mere Har Ang Pe Tu Aise Ke Mera Saara Badan Bhar Jaaye Agar Yeh Ishq Na Ho Aaye Haaye Toh Phir Kis Kaam Jawaani Aaye Agar Yeh Ishq Na Ho Aaye Haaye Toh Phir Kis Kaam Jawaani Aaye Mohabbat Se Tauba Kar Loon Ke Dil Ka Main Sauda Kar Loon Yeh Sauda Mehanga Na Pad Jaaye Ishq Da Rog Bura Oye Hoye O Rabba Rog Na Yeh Lag Jaaye Ishq Da Rog Bura Oye Hoye O Rabba Rog Na Yeh Lag Jaaye Yeh Rab Ki Baatein Rab Jaane Khabar Kya Yeh Dil Sab Jaane Kisi Ka Ka Deewaana Ho Jaaye Agar Yeh Ishq Na Ho Aaye Haaye Toh Phir Kis Kaam Jawaani Aaye Agar Yeh Ishq Na Ho Aaye Haaye Toh Phir Kis Kaam Jawaani Aaye Ishq Da Rog Bura Oye Hoye O Rabba Rog Na Yeh Lag Jaaye Agar Yeh Ishq Na Ho Aaye Haaye Toh Phir Kis Kaam Jawaani Aaye Ishq Da Rog Bura Oye Hoye O Rabba Rog Na Yeh Lag Jaaye Agar Yeh Ishq Na Ho Aaye Haaye Toh Phir Kis Kaam Jawaani Aaye Oye Hoye Aaye Haaye Ishq Da Rog Bura Oye Hoye |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Shah Rukh Khan Sunny Deol |
Actress | Juhi Chawla |
Music Director | Shiv-Hari |
Singer | vinod rathor Lata Mangeshkar |
Lyricist | Anand Bakshi |