Ishq Mein Tere Bina Lyrics | Shreya Ghoshal | k k
Here is the lyrics and Information about Ishq Mein Tere Bina song. This song is released on 24 Jul 2012 by label Eros_Now and runs for 4:28. This song is from movie Shirin Farhad Ki Toh Nikal Padi. It features actor and singer Shreya Ghoshal, k k. Ishq Mein Tere Bina song's music is given by Jeet Gannguli and lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. It got released in language Hindi.
Ishq Mein Tere Bina Full Video Song
Ishq Mein Tere Bina Lyrics
LYRICS |
---|
Hai Dosti Kuch Zyada Zindagi Se Ho Gayi Hai Dosti Phir Taza Zindagi Se Ho Gayi Yeh Pyaar Tera Khumar Sa Hai Suhane Khwaab Humne Bhi Bune Ishq Mein Tere Bina Ishq Mein Tere Bina Dil Hi Na Lage X (2) Ha Ha Ha Ha! Tujhe Mil Ke Samjhi Tujhse Pehle Kaisi Thi Zindagi Thi Zindagi Chehre Se Gulshan Dil Se Sehera Jaisi sacnilk.com Thi Zindagi Thi Zindagi Yeh Pyaar Tera Yeh Pyaar Tera Bahaar Sa Hai Bahaar Sa Hai To Aaj Phool Humne Bhi Chune Ishq Mein Tere Bina Ishq Mein Tere Bina Dil Hi Na Lage X (2) Meri Har Dhadkan Pe Toone Khwaahish Likh Di Kya Baat Hai Kya Baat Hai Mere Bikhre Sur The Toone Bandish Likh Di Kya Baat Hai Kya Baat Hai Yeh Pyaar Tera Yeh Pyaar Tera Malhar Sa Hai Malhar Sa Hai Taraane Aaj Humne Bhi Sune Ishq Mein Tere Bina Ishq Mein Tere Bina Dil Hi Na Lage X (2) Hai Dosti Kuch Zyada Zindagi Se Ho Gayi Hai Dosti Phir Taza Zindagi Se Ho Gayi Yeh Pyaar Tera Khumar Sa Hai Suhane Khwaab Humne Bhi Bune Ishq Mein Tere Bina Ishq Mein Tere Bina Dil Hi Na Lage X (2) |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Music Director | Jeet Gannguli |
Singer | Shreya Ghoshal k k |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Eros_Now |
Duration | 4:28 |
Release Date | 24 Jul 2012 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Shirin Farhad Ki Toh Nikal Padi |