Jadoo Hai Tera Lyrics | Kumar Sanu | Alka Yagnik
Here is the lyrics and Information about Jadoo Hai Tera song. This song is released on 01 Jan 1998 by label Tips Industries Limited and runs for 7:43. This song is from movie Ghulam. It features actor Aamir Khan, Rani Mukerji and singer Kumar Sanu, Alka Yagnik. Jadoo Hai Tera song's music is given by Jatin and lyrics penned by Sameer (lyricist). It got released in language Hindi.
Jadoo Hai Tera Full Video Song
Jadoo Hai Tera Lyrics
LYRICS |
---|
Jaadu Hai Tera Hi Jaadu Jo Mere Dil Pe Chhane Laga Jaadu Hai Tera Hi Jaadu Jo Mere Dil Pe Chhane Laga Deewaane Mere Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune Mitha Sa Dard Hone Laga Yeh Kya Huwa Pehle Na Aisa Hota Tha Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na Yeh Kya Huwa Pehle Na Aisa Hota Tha Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na Koi Mujhe Itana Bata De Ghar Ka Mere Mujhko Pata De Jaadu Hai Tera Hi Jaadu Jo Mere Dil Pe Chhane Laga Deewaane Mere Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune Mitha Sa Dard Hone Laga Yeh Kya Huwa Pehle Na Aisa Hota Tha Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na Yeh Kya Huwa Pehle Na Aisa Hota Tha Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na Koi Mujhe Itana Bata De Ghar Ka Mere Mujhko Pata De sacnilk.com Maine Toh Yeh Jaana Na Hota Hai Kya Intzaar Mera Dil Kyun Maane Na Mujhko Toh Ho Gaya Hai Pyaar Main Chain Se Pehle Raaton Ko Soti Thi Tune Meri Nindein Luti Main Chain Se Pehle Raaton Ko Soti Thi Tune Meri Nindein Luti Yeh Rog Kya Tune Lagaaya Deewaanapan Kaisa Jagaaya Jaadu Hai Tera Hi Jaadu Jo Mere Dil Pe Chhane Laga O Jaana Meri Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune Mitha Sa Dard Hone Laga Yeh Kya Huwa Pehle Na Aisa Hota Tha Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na Yeh Kya Huwa Pehle Na Aisa Hota Tha Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na Koi Mujhe Itana Bata De Ghar Ka Mere Mujhko Pata De Jaaneman O Jaaneja Kya Hai Iraada Bata Chhune De In Honton Ko Honton Se Mere Jara Kya Khoob Hai Main Bhi Kaisa Deewaana Tha Kyun Ishq Se Anjaana Tha Kya Khoob Hai Main Bhi Kaisa Deewaana Tha Kyun Ishq Se Anjaana Tha Paagal Mujhe Tune Banaaya Chaahat Hai Kya Mujhko Bataaya Jaadu Hai Tera Hi Jaadu Jo Mere Dil Pe Chhane Laga Jaadu Hai Tera Hi Jaadu Jo Mere Dil Pe Chhane Laga Deewaane Mere Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune Mitha Sa Dard Hone Laga Yeh Kya Huwa Pehle Na Aisa Hota Tha Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na Yeh Kya Huwa Pehle Na Aisa Hota Tha Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na Koi Mujhe Itana Bata De Ghar Ka Mere Mujhko Pata De |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Aamir Khan |
Actress | Rani Mukerji |
Music Director | Jatin |
Singer | Kumar Sanu Alka Yagnik |
Lyricist | Sameer (lyricist) |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Tips Industries Limited |
Duration | 7:43 |
Release Date | 01 Jan 1998 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Ghulam |