Khaabon Ke Parinday Lyrics | Alyssa Mendonsa | Mohit Chauhan
Here is the lyrics and Information about Khaabon Ke Parinday song. This song is released on 06 Jun 2011 by label T-Series and runs for 4;11. This song is from movie Zindagi Na Milegi Dobara. It features actor Hrithik Roshan, Katrina Kaif and singer Alyssa Mendonsa, Mohit Chauhan. Khaabon Ke Parinday song's music is given by Shankar Ehsaan Loy and lyrics penned by Javed Akhtar. It got released in language Hindi.
Khaabon Ke Parinday Full Video Song
Khaabon Ke Parinday Lyrics
LYRICS |
---|
Ude Khule Aasaman Mein Khaabon Ke Parinday Ude Dil Ke Jahaan Main Khaabon Ke Parinday Oho Kya Pata Jaayenge Kahan Khule Hain Jo Pal Kahe Yeh Nazar Lagta Hai Ab Hai Jaage Hum Fikrein Jo Thi Peeche Reh Gayi Nikle Unse Aage Hum Hawa Mein Beh Rahi Hai Zindagi Yeh Hum Se Keh Rahi Hai Zindagi sacnilk.com Oho Ab Toh Jo Bhi Ho So Ho Ude Khule Aasaman Mein Khaabon Ke Parinday Ude Dil Ke Jahaan Main Khaabon Ke Parinday Oho Kya Pata Jaayenge Kahan Kisi Ne Chua Toh Yeh Hua Phirte Hai Mehke Mehke Hum Khoyi Hain Kahin Baatein Nayi Jab Hain Aise Behke Hum Hua Hai Yun Ke Dil Pighal Gaye Bas Ek Pal Mein Hum Badal Gaye Oho Ab Toh Jo Bhi Ho So Ho Roshni Mili Ab Raah Mein Hai Ik Dilkashi Si Barsi Har Khusi Mili Ab Zindagi Pe Hai Zindagi Si Barsi Ab Jeena Humne Seekha Hai Yaad Hai Kal Aaya Tha Woh Pal Jisme Jadoo Aisa Tha Hum Ho Gaye Jaise Naye Woh Pal Jaane Kaisa Tha Kahe Yeh Dil Ke Jaaun Dil Ki Tu Jahan Bhi Leke Jaaye Aarzoo Oho Ab Toh Jo Bhi Ho So Ho Jo Bhi Ho So Ho Ude Jo Bhi Ho So Ho Ude Jo Bhi Ho So Ho |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Hrithik Roshan |
Actress | Katrina Kaif |
Music Director | Shankar Ehsaan Loy |
Singer | Alyssa Mendonsa Mohit Chauhan |
Lyricist | Javed Akhtar |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | T-Series |
Duration | 4;11 |
Release Date | 06 Jun 2011 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Zindagi Na Milegi Dobara |