Kitni Baatein Lyrics | Shaan
Here is the lyrics and Information about Kitni Baatein song. This song is released on 26 Apr 2004 by label Sony Music India and runs for 5:47. This song is from movie Lakshya. It features actor Hrithik Roshan, Preity Zinta and singer Shaan. Kitni Baatein song's music is given by Shankar Ehsaan Loy and lyrics penned by Javed Akhtar. It got released in language Hindi.
Kitni Baatein Full Video Song
Kitni Baatein Lyrics
LYRICS |
---|
Kitni Baatein Yaad Aati Hain Tasverein Si Ban Jaati Hain Main Kaise Inhein Bhooloon Dil Ko Kya Samjhaon Kitni Baatein Kahane Ki Hain Hothon Par Jo Sahmi Si Hain Ek Roz Inhein Sun Lo Kyun Aise Gumsum Ho Kyun Poori Ho Na Payee Daastan Kaise Aayee Hain Aisi Dooriyaan sacnilk.com Donon Ke Dilon Mein Chhupa Hai Jo Ek Anjana Sa Gham Kya Ho Payega Wo Kam Koi Kya Kahe Donon Ne Kabhi Zindagi Ki Ik Mod Pe Thi Jo Paayee Hai Kaisi Wo Tanhai Koi Kya Kahe Kitna Veeran Hai Ye Sama Saanson Mein Jaise Ghulta Hai Dhuan Kaise Aayee Hain Aisi Dooriyan Kitni Baatein Yaad Aati Hain Tasverein Si Ban Jaati Hain Main Kaise Inhein Bhooloon Tumse Aaj Yun Milke Dil Ko Yaad Aaye Lamhe Kal Ke Ye Aansoo Kyun Hai Chhalke Ab Kya Kahein Tumne Hamko Dekha Jo Aise To Ek Umeed Hai Jaagi Meri Tumse Pyar Paane Ki Ab Kya Karein Aa Gaye Ham Kahaan Se Kahaan Dekhe Mud Ke Ye Dil Ka Kaarvan Kaise Aayee Hain Aisi Dooriyan Kitni BaateinAise Gumsum Ho Kitni Baatein Kya Samjhaon |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Hrithik Roshan |
Actress | Preity Zinta |
Music Director | Shankar Ehsaan Loy |
Singer | Shaan |
Lyricist | Javed Akhtar |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Sony Music India |
Duration | 5:47 |
Release Date | 26 Apr 2004 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Lakshya |