Ladki Kyon Lyrics | Shaan | Alka Yagnik
Here is the lyrics and Information about Ladki Kyon song. This song is released on 09 Apr 2004 by label Sony Music India and runs for 6:18. This song is from movie Hum Tum. It features actor Saif Ali Khan, Rani Mukerji and singer Shaan, Alka Yagnik. Ladki Kyon song's music is given by Jatin and lyrics penned by Prasoon Joshi. It got released in language Hindi.
Ladki Kyon Full Video Song
Ladki Kyon Lyrics
LYRICS |
---|
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladkon Si Nahin Hoti? Sochti Hai Zyada Kam Woh Samajhati Hai Sochti Hai Zyada Kam Woh Samajhati Hai Dil Kuchh Kehta Hai Kuchh Aur Hi Karti Hai Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladkon Si Nahin Hoti? Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladkon Si Nahin Hoti? Sochti Hai Zyada Kam Woh Samajhati Hai Sochti Hai Zyada Kam Woh Samajhati Hai Dil Kuchh Kehta Hai Kuchh Aur Hi Karti Hai sacnilk.com Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladkon Si Nahin Hoti? Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladkon Si Nahin Hoti? Pyaar Use Bhi Hai Magar Shuruaat Tumhi Se Chaahe Khud Mein Uljhi-uljhi Hai Par Baalon Ko Suljhaaye I Mean You're All The Same Yaar! Hum Achchhe Dost Hain Par Us Nazar Se Tumko Dekha Nahin Woh Sab To Theek Hai Par Us Baare Mein Maine Socha Nahin Sab Se Alag Ho Tum Yeh Keh Ke Paas Tumhaare Aayein Aur Kuchh Din Mein Tum Mein Alag Sa Kchh Bhi Na Usko Bhaaye Uff! Yeh Kaisi Shirt Pehante Ho Yeh Kaise Baal Kataate Ho Gaadi Tez Chalaate Ho Tum Jaldi Mein Kyon Khaate Ho Gimme A Break! Tumhein Badalane Ko Paas Woh Aati Hai Tumhein Mitaane Ko Jaal Bichhaati Hai Baaton-baaton Mein Tumhein Phansaati Hai Pehle Hansaati Hai Phir Bada Rulaati Hai Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladkon Si Nahin Hoti? Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladkon Si Nahin Hoti? Aye Itna Hi Khud Se Kush Ho To Peechhe Kyon Aate Ho Phool Kabhi To Hazaar Tohafe Aakhir Kyon Laate Ho Apna Naam Nahin Bataya Aapne Coffee Peene Chalenge? Main Aapko Ghar Chhod Doon Phir Kab Milenge? Bikhra Bikhra Bematalab Sa Toota Phoota Jeena Aur Kehte Ho Alag Se Hain Hum Taan Ke Apna Seena Bheega Tauliya Kahin Farsh Pe Toothpaste Ka Dhakkan Kahin Kal Ke Moze Ulat Ke Pehne Waqt Ka Kuchh Bhi Hosh Nahin Jeene Ka Tumko Dhang Sikhlaati Hai Tumhein Jaanwar Se Insaan Banaati Hai Uske Bina Ek Pal Reh Na Sakoge Tum Usko Pata Hai Yeh Keh Na Sakoge Tum Isliye Ladkiyan Ladkon Si Nahin Hoti Isliye Ladkiyan Ladkon Si Nahin Hoti Jaane Kaun-kaun Se Din Woh Tumko Yaad Dilaaye Pyaar Ko Chaahe Bhool Bhi Jaaye Tareekhein Na Bhulaaye First March Ko Nazar Milaai Chaar April Ko Main Milne Aayi Ikkees May Ko Tumne Chhua Tha Chheh June Mujhe Kuchh Hua Tha Ladkon Ka Kya Hai Kisi Bhi Mod Pe Woh Mud Jaayein Abhi Kisi Ke Hain Abhi Kisi Aur Se Woh Jud Jaayein Tumhaare Mummy Daddy Ghar Pe Nahin Hain Great Main Aa Jaaoon? Tumhaari Friend Akeli Ghar Ja Rahi Hai Bechaari Main Chhod Aaoon? Uff! Ek Haan Kehne Ko Kitna Tehlaati Hai Thak Jaate Hain Hum Woh Ji Behlaati Hai Woh Sharmaati Hai Kabhi Chhupaati Hai Ladki Jo Haan Keh De Use Nibhaati Hai Isliye Ladkiyan Ladkon Si Nahin Hoti Isliye Ladkiyan Ladkon Si Nahin Hoti |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Saif Ali Khan |
Actress | Rani Mukerji |
Music Director | Jatin |
Singer | Shaan Alka Yagnik |
Lyricist | Prasoon Joshi |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Sony Music India |
Duration | 6:18 |
Release Date | 09 Apr 2004 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Hum Tum |