Main Agar Lyrics | Atif Aslam
Here is the lyrics and Information about Main Agar song. This song is released on 22 Jun 2017 by label Sony Music India and runs for 4:39. This song is from movie Tubelight. It features actor Salman Khan and singer Atif Aslam. Main Agar song's music is given by Pritam and lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. It got released in language Hindi.
Main Agar Full Video Song
Main Agar Lyrics
LYRICS |
---|
Main Agar Sitaaron Se Chura Ke Laaun Roshni Hawaaon Se Chura Ke Laaun Raagini Na Poori Ho Sakegi Unse Magar Teri Kami Main Agar Nazaron Se Chura Ke Laaun Rangatein Mazaaron Se Chura Ke Laaun Barqatein Na Poori Ho Sakegi Unse Magar Teri Kami Yeh Duniya Paraayi Hai sacnilk.com Bas Ek Apna Hai Tu Jo Sach Ho Mera Woh Savere Ka Sapna Hai Tu Dekhunga Tera Raasta Ho Kuch Tujhe Bas Khuda Na Khasta Ho Tere Bina Umrr Ke Safar Mein Bada Hi Tanha Hoon Main Raftaar Jo Waqt Ki Pakad Na Sake Woh Lamha Hoon Main Faagun Ke Mahine Tere Bina Hain Pheeke Jo Tu Nahi Toh Saare Saawan Mere Sookhe Main Agar Kitaabon Se Chura Ke Laaun Qaayde Hisaabon Se Chura Ke Laaun Faayde Na Poori Ho Sakegi Unse Magar Teri Kami Main Agar Sitaaron Se Chura Ke Laaun Roshni Hawaaon Se Chura Ke Laaun Raagini Na Poori Ho Sakegi Unse Magar Teri Kami Yeh Duniya Paraayi Hai Bas Ek Apna Hai Tu Jo Sach Ho Mera Woh Savere Ka Sapna Hai Tu Dekhunga Tera Raasta Ho Kuch Tujhe Bas Khuda Na Khasta Khuda Na Khasta Khuda Na Khasta |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Salman Khan |
Music Director | Pritam |
Singer | Atif Aslam |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Sony Music India |
Duration | 4:39 |
Release Date | 22 Jun 2017 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Tubelight |