Mann Jaage Lyrics | Shahid Mallya
Here is the lyrics and Information about Mann Jaage song. This song is released on 13 Mar 2012 by label T-Series and runs for 5:57. This song is from movie Bittoo Boss. It features actor Pulkit Samrat, Amita Pathak and singer Shahid Mallya. Mann Jaage song's music is given by Raghav Sachar and lyrics penned by Kumaar. It got released in language Hindi.
Mann Jaage Full Video Song
Mann Jaage Lyrics
LYRICS |
---|
Mann Jaage Saari Raat Mera Deewana Mann Maane Na Yeh Baat Ke Woh Tha Begana Mann Jaage Saari Raat Mera Deewana Mann Maane Na Yeh Baat Ke Woh Tha Begana Hai Khud Se Hi Khafa Khafa Kya Chahiye? Nahi Pata Baanwara Paya Woh Na Chaaha Chaaha Woh Na Paya Jiske Peeche Bhaage Woh Saaya Hai Re Saaya sacnilk.com Kya Kya Raste Dhoonde Kya Kya Dukh Na Paaya Par Saaya Thehra Saaya Ke Haathon Mein Na Aaya Koi Subah Jo Main Utthoon Bujhe Agan Mile Sukoon Banwara Gin-ta Rehta Taare Lotu Main Angare Khud Se Ladta Firta Yeh Jag Ko Thokar Maare Kheenche-kheenche Baithe Baithe-baithe Bhaage Na Sunta Khud Ke Aage Yeh Pagal Ho Gaya Re Paya Woh Na Chaaha Chaaha Woh Na Paya Jiske Peeche Bhaage Woh Saaya Hai Re Saaya Kya Kya Raste Dhoonde Kya Kya Dukh Na Paaya! Par Saaya Thehra Saaya Ke Hathon Mein Na Aaya Hai Zindagi Muhaal Kyun? Bana Liya Yeh Haal Kyun Bata Uljha Uljha Rehta Na Sunta Na Kuchh Kehta Sooni Sooni Aankhon Se Reh Reh Paani Behta Toote Saare Naate Har Main Samjhate Bichhde Din Aur Sathi Phir Wapas Nahi Aate Wapas Nahi Aate Wapas Nahi Aate Yeh Dard Kyun? Yeh Pyaas Kyun? Fira Kare Udaas Kyun? Yeh Ranj Kyun? Talash Kyun? Bata Baanwara Thandi Aahein Bhar Ke Jeeta Hai Mar Mar Ke Pyasa Reh Gaya Hai Yeh Dariya Se Guzar Ke Dhoke Se Nazar Ke Jhonke Se Umar Ke Rait Ke Mahal Sa Deh Gaya Hai Bikhar Ke Thandi Aahein Bhar Ke Jeeta Hai Mar Mar Ke Pyasa Reh Gaya Hai Yeh Dariya Se Guzar Ke Dhoke Se Nazar Ke Jhonke Se Umar Ke Rait Ke Mahal Sa Deh Gaya Hai Bikhar Ke Aaa Aa Aa Mann Jaage Jaage Re Mann Jaage Jaage Jaage Jaage Baanwara |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Pulkit Samrat |
Actress | Amita Pathak |
Music Director | Raghav Sachar |
Singer | Shahid Mallya |
Lyricist | Kumaar |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | T-Series |
Duration | 5:57 |
Release Date | 13 Mar 2012 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Bittoo Boss |