Mehram Lyrics | Arijit Singh
Here is the lyrics and Information about Mehram song. This song is released on 21 Nov 2016 by label Saregama and runs for 4:38. This song is from movie Kahaani 2. It features actor Arjun Rampal, Vidya Balan and singer Arijit Singh. Mehram song's music is given by Clinton Cerejo and lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. It got released in language Hindi.
Mehram Full Video Song
Mehram Lyrics
LYRICS |
---|
Teri Ungli Thaam Ke Teri Duniya Mein Chalun Mere Rang Tu Na Range Toh Tere Rang Mein Main Dhalun Mujhe Kuch Mat De Bas Rakh Le Mera Nazraana Bin Sharton Ke Haan Tujhse Mera Yarana Mujhe Mehram Mehram Mehram sacnilk.com Mujhe Mehram Jaan Le [x2] Meri Aankhon Mein Teri Soorat Pehchan Le Mujhe Mehram Mehram Mehram Mujhe Mehram Mujhe Mehram Jaan Le Khul Ke Na Keh Sake Kaanon Mein Bol De Apna Har Raaz Tu Aa Mujhpe Khol De Mere Rehte Bhala Kis Baat Ka Hai Ghabrana Ab Se Tera Haafiz Hai Mera Yaarana Mujhe Mehram Mehram Mehram Mujhe Mehram Jaan Le [x2] Meri Aankhon Mein Teri Soorat Pehchan Le Mujhe Mehram Mehram Mehram Mujhe Mehram Mujhe Mehram Jaan Le Tere Hisse Ka Neela Aasmaan Hoga Na Kabhi Baadal Mein Chhupa Tujhpe Aanch Na Koi Aayegi Taqleefein Kabhi Chhu Na Payengi Mujhe Ye Waada Hai Jeete Jee Pura Kar Jana Bin Sharton Ke Haan Tujhse Mera Yaarana Mujhe Mehram Mehram Mehram Mujhe Mehram Jaan Le [x2] Meri Aankhon Mein Teri Soorat Pehchan Le Mujhe Mehram Mehram Mehram Mujhe Mehram Mujhe Mehram Mujhe Mehram (Mujhe Mehram Mehram Mehram Mujhe Mehram Jaan Le) Mujhe Mehram Mehram Mehram (Mujhe Mehram Jaan Le) Meri Aankhon Mein Teri (Soorat Pehchan Le) Mujhe Mehram Mehram Mehram Mujhe Mehram Jaan Le |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Arjun Rampal |
Actress | Vidya Balan |
Music Director | Clinton Cerejo |
Singer | Arijit Singh |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |