Mera Yaar Lyrics | Javed Bashir
Here is the lyrics and Information about Mera Yaar song. This song is released on 14 Jan 2013 by label Sony Music India and runs for 5;51. This song is from movie Bhaag Milkha Bhaag. It features actor Farhan Akhtar, Sonam Kapoor and singer Javed Bashir. Mera Yaar song's music is given by Shankar Ehsaan Loy and lyrics penned by Prasoon Joshi. It got released in language Hindi.
Mera Yaar Full Video Song
Mera Yaar Lyrics
LYRICS |
---|
Mera Yaar Hai Rab Warga Dildaar Hai Rab Warga Mera Yaar Hai Rab Warga Dildaar Hai Rab Warga Ishq Karoon Ya Karoon Ibaadat Ishq Karoon Ya Karoon Ibaadat Ikko Hi Gal Ai Alif Allah Alif Allah Alif Allah Hooo sacnilk.com Main Mandir Kyun Jaava Mera Yaar Khuda Hai Main Masjid Kyun Jaava Mera Yaar Khuda Hai Main Mandir Kyun Jaava Mera Yaar Khuda Hai Main Masjid Kyun Jaava Mera Yaar Khuda Hai Mere Pairon Mein Bhagra Saanson Mein Tappe Tappe Main Ishq Tarane Gaaun Chappe Chappe Ishq Karoon Ya Karoon Ibaadat Ishq Karoon Ya Karoon Ibaadat Ikko Hi Gal Ai Alif Allah Alif Allah Alif Allahhooo Woh Noor Ka Jharna Hai Main Pyaas Puraani Maine Aankh Se Gatak Liya Uss Husn Ka Paani Woh Noor Ka Jharna Hai Main Pyaas Puraani Maine Aankh Se Gatak Liya Uss Husn Ka Paani Usey Takte Takte Takte Umr Guzaarun Koi Aur Khayal Jo Aaye Jhat Se Utaarun Ishq Karoon Ya Karoon Ibaadat Ishq Karoon Ya Karoon Ibaadat Ikko Hi Gal Ai Alif Allah Alif Allah Alif Allah Hooo Maine Ishq Itar Pehna Main Khushboo Khushboo Ab Wohi Mehakta Hai Mere Bheetar Har Su Maine Ishq Itar Pehna Main Khushboo Khushboo Ab Wohi Mehakta Hai Mere Bheetar Har Su Mere Pairon Mein Bhagra Saanson Mein Tappe Tappe Main Ishq Tarane Gaaun Chappe Chappe Ishq Karoon Ya Karoon Ibaadat Ishq Karoon Ya Karoon Ibaadat Ikko Hi Gal Ai Alif Allah Alif Allah Alif Allah Hooo |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Farhan Akhtar |
Actress | Sonam Kapoor |
Music Director | Shankar Ehsaan Loy |
Singer | Javed Bashir |
Lyricist | Prasoon Joshi |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Sony Music India |
Duration | 5;51 |
Release Date | 14 Jan 2013 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Bhaag Milkha Bhaag |