Nakhriley Lyrics | Ali Zafar | Mahalaxmi Iyer | Shankar Mahadevan | Gulzar
Here is the lyrics and Information about Nakhriley song. This song is released on 01 Oct 2014 by label YRF Music and runs for 5:13. This song is from movie Kill Dil. It features actor Ranveer Singh, Ali Zafar and singer Ali Zafar, Mahalaxmi Iyer, Shankar Mahadevan, Gulzar. Nakhriley song's music is given by Shankar Ehsaan Loy and lyrics penned by Gulzar. It got released in language Hindi.
Nakhriley Full Video Song
Nakhriley Lyrics
LYRICS |
---|
Lahu Luhaan Hua Hai Falak Yeh Kaisa Loha Pighla Hai Ek Suraj Doob Gaya Peeche Ek Suraj Saamne Nikla Hai Haan Maana-waana Ishq-vishq Pe Zor Toh Nahin Dil Mein Dum Hai Haal-chaal Kamzor To Nahin Ishq Ki Chaal Pe Maat Manzoor Hai Arey O Bandey Mauqa Hai sacnilk.com Arey O Jalne Walne Ka Mauqa Hai Ho Ishq Mein Jalke Aag Hue Jab Maujzaa Hua Haan Ishq Me Jalke Aag Hue To (maujzaa: Miracle) Nakhriley Nakhrile Nakhreele Do Rasheele Humpe Do Nashile Naino Ki Aha! Bochar Ho Gayi Ho Nakhriley Nakhriley Do Rasheele Humpe Do Nashile Naino Ki Aha! Bochar Ho Gayi O Laawarison Ki Na Poocho Unka Sagga Ek Dil Hai (sargam) Laawarison Ka Na Koi Haan Unka Bada Ek Dil Hai Hai Sajde Mein Aake Wo Uthayein Hum Uske Hain To Jalwa Dikhayein Hai Sajde Mein Aake Wo Uthayein Hum Uske Hain To Jalwa Dikhayein Ho Chhaliya Chhal Gaye Chhal Gaye Chhal Gaye Wo Naina Khatm Kare Jo Haaye Bhasm Kare Jo Haaye Shaam Bujhaye Aur Jalaye Kat Jaaye Ratiya Ratiyan Ratiya Chal Na Raakh Ho Jaayein Arey O Bandey Mauqa Hai Arey O Jalne Walne Ka Mauqa Hai Ho Ishq Me Jalke Aag Hue To Nakhriley Nakhreele Nakhreele Do Rasheeley Humpe Do Nashile Naino Ki Aha! Bochhar Ho Gayi Haan Dardile Dardile Qisse Saare Dardile Dardile Rishte Saare Dardile Yeh Qisse Saare Dardile Ye Rishte Saare Dardile Afsaane Saare Hote Hain Dardile Teri Aankhon Ki Aab-o-hawa Mein Jeeun Teri Maujoodgi Ki Fizaa Mein Jeeun Teri Baaton Se Hum Toh Badal Jaate Hain Meri Aankhon Ke Mausam Badal Jaate Hain Ho Mausam Sarda Mausam Garma Sard Bhi Tu Hai Garam Bhi Tu Hai Aag Lage Pyaas Lage Pyaas Lage Aag Lage Jal Jaane De Ho Nakhriley Nakhreele Nakhreele Do Rasheeley Humpe Do Nashiley Naino Ki Aaha Bochhar Ho Gayi Haan Nakhrile Nakhriley Do Rashiley Humpe Do Nashile Naino Ki Aaha Bochar Ho Gayi |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Ranveer Singh Ali Zafar |
Music Director | Shankar Ehsaan Loy |
Singer | Ali Zafar Mahalaxmi Iyer Shankar Mahadevan Gulzar |
Lyricist | Gulzar |