Pari Lyrics | Neeti Mohan
Here is the lyrics and Information about Pari song. This song is released on 18 Aug 2022 by label Saregama and runs for 2:12. This song is from movie Dobaaraa. It features actor Taapsee Pannu and singer Neeti Mohan. Pari song's music is given by Gaurav Chatterji, Ashish Zachariah, Gaurav Chatterji and lyrics penned by Hussain Haidry. It got released in language Hindi.
Pari Full Video Song
Pari Lyrics
LYRICS |
---|
Khwaab Mein Thi Joh Pari Neend Tooti To Kho Gayi Na Zameen Na Aasmaan Woh Hawaaon Ki Ho Gayi Zid Hain Meri Aankhon Ki Yeh Phirse Mile Aakar Mujhe Khwaabon Ki Woh Pari Ik Nishaan Reh Gaya Mere Zehan Par Wohi sacnilk.com Chhu Gayi Thi Jaaha Zindagi Poochhte Phir Rahe Saare Saawalon Mein Hum Hain Bhala Ab Kahan Zindagi Zid Hai Meri Saanson Ki Yeh Phir Se Unhein Aa Thaam Le Khwaabon Ki Woh Pari Khwaabon Ki Woh Pari Waqt Ki Raah Par Koyi Bhi Aisa Naa Tha Jaanta Tha Tera Joh Pata Har Ghadi Badh Raha Yeh Beech Ka Fasla Tu Kahan Hain Tu Hi Ab Bata Zid Hai Meri Baahon Ki Yeh Phir Se Lage Aake Gale Khwaabon Ki Woh Pari Khwaabon Ki Woh Pari Khwaabon Ki Woh Pari Khwab Mein Thi Joh Pari Neend Tooti Toh Kho Gayi Naa Zameen Na Aasmaan Woh Hawaaon Ki Ho Gayi Zid Hai Meri Aankhon Ki Yeh Phirse Mile Aakar Mujhe Khwaabon Ki Woh Pari |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actress | Taapsee Pannu |
Music Director | Gaurav Chatterji Ashish Zachariah |
Singer | Neeti Mohan |
Lyricist | Hussain Haidry |
Composer | Gaurav Chatterji |