Pyaar Mein Lyrics | Neeraj Shridhar | Javed Ali
Here is the lyrics and Information about Pyaar Mein song. This song is released on 04 Mar 2011 by label T-Series and runs for 4:38. This song is from movie Thank You. It features actor Akshay Kumar, Sonam Kapoor and singer Neeraj Shridhar, Javed Ali. Pyaar Mein song's music is given by Pritam and lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. It got released in language Hindi.
Pyaar Mein Full Video Song
Pyaar Mein Lyrics
LYRICS |
---|
Pyaar Mein Ek Dil Ki Jeet Hai Ek Dil Ki Haar Hai Har Dil Hai Mohra Pyaar Mein Pyaar Mein Ek Dil Magrur Hai Ek Gham Se Choor Hai Har Dil Hai Mohra Pyaar Mein Kisi Ke Liye Rab Ki Raza Kisi Ke Liye Hai Gehri Saza Dono Chehre Iske Juda Hai Maza Pyar Mein sacnilk.com Pyaar Mein Ek Dil Ki Jeet Hai Ek Dil Ki Haar Hai Har Dil Hai Mohra Pyaar Mein Kehte Hai Pyaar Woh Hai Kaanto Ka Haar Jo Hai Ya Fir Kisi Ke Khatir Rim Jhim Phuhar Wo Hai Chingariyo Ke Jaisa Dil Ka Malaal Hai To Taqdeer Main Kisiki Jashn E Bahhaar Woh Hai Ek Sa Kab Iska Roop Hai Ek Pal Yeh Dhoop Hai Ek Pal Hai Kohra Pyar Mein Pyaar Mein Ek Dil Ki Jeet Hai Ek Dil Ki Haar Hai Har Dil Hai Mohra Pyaar Mein Kisi Ke Liye Ujli Subah Kisi Ke Liye Kadvi Juban Dono Chehre Iske Juda Hai Maza Pyar Mein Marz Kabhi Kabhi Hai Dawa Kabhi Hai Aggan To Kabhi Hai Dhuan Dono Chehre Iske Juda Hai Maza Pyar Mein Ek Dil Ka Hausla Hai Khushiyon Ka Silsila Hai Toko Yeh Dil Bechaara Rookha Hai Dil Jala Hai Tohfe Mein Yeh Kisi Ko Dono Jahan De De Badle Mein Kyon Kisi Ko Afsos Hi Mila Hai Pankh Hai Kyun Ek Dil Ke Liye Aur Dooje Ke Liye Pehra Pyaar Mein Pyaar Mein Ek Dil Ki Jeet Hai Ek Dil Ki Haar Hai Har Dil Hai Mohra Pyaar Mein Kisi Ke Liye Mehki Hawa Kisi Ke Liye Hai Sirf Jafaa Dono Chehre Iske Juda Hai Maza Pyar Mein Marz Kabhi Kabhi Hai Dawa Kabhi Hai Aggan To Kabhi Hai Dhuan Dono Chehre Iske Juda Hai Maza Pyar Mein |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Akshay Kumar |
Actress | Sonam Kapoor |
Music Director | Pritam |
Singer | Neeraj Shridhar Javed Ali |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |