Pyar Mein Sau Uljhanein Lyrics | Mahalaxmi Iyer | Vijay Prakash | Sneha Pant
Here is the lyrics and Information about Pyar Mein Sau Uljhanein song. This song is released on 01 Jan 2004 by label Tips Industries Limited and runs for 2:03. This song is from movie Kyun...! Ho Gaya Na. It features actor Vivek Oberoi, Aishwarya Rai Bachchan and singer Mahalaxmi Iyer, Vijay Prakash, Sneha Pant. Pyar Mein Sau Uljhanein song's music is given by Shankar Ehsaan Loy, Shankar Mahadevan and lyrics penned by Javed Akhtar. It got released in language Hindi.
Pyar Mein Sau Uljhanein Full Video Song
Pyar Mein Sau Uljhanein Lyrics
LYRICS |
---|
Pyaar Main So Uljhanein Hain Pyaar Mat Karna Jeene Marne Ka Koi Iqraar Mat Karna Chahat Ki Baton Main Samjho To Bas Dhokha Hai Yeh Batain Sun Ne Se Apne Dil Ko Humne To Roka Hai Pyar Main So Uljhanein Hain Pyar Mat Karna Jeene Marne Ka Koi sacnilk.com Iqraar Mat Karna Pyaar Main Yoon To Kasmein Aur Vaade Bhi Hote Hain Lekin Kasme Vaade Jo Mane Wo Baad Main Rote Hain Pyaar Main So Uljhanein Hain Pyar Mat Karna Jeene Marne Ka Koi Iqraar Mat Karna Pyaar Main Yoon To Kasmein Aur Vaade Bhi Hote Hain Lekin Kasme Vaade Jo Mane Wo Baad Main Rote Hain Pyaar Main So Uljhanein Hai Pyar Mat Karna Jeene Marne Ka Koi Iqraar Mat Karna Chahat Ki Bataon Main Samjho To Bas Dhokha Hai Yeh Batain Sun Ne Se Apne Dil Ko Humne To Roka Hai Pyaar Main Sau Uljhanein Hain Pyar Mat Karna Jeene Marne Ka Koi Iqraar Mat Karna Hoo Pyaar Hi Jindagi Hai Pyaar Hi Har Khushi Hai Pyaar Hi Dhadkanon Ka Geet Hai Pyaar Hi Dilkashi Hai Pyar Hi Naazgi Hai Pyaar Hi Sabse Pyaari Reet Hai Pyaar Jo Hota Hai Rang Naye Lata Hai Sapne Sajata Hai Yeh Bhool Ke Bhi Pyaar Se Inkaar Mat Karna Apne Dil Ko Pyaar Se Bezaar Mat Karna Haan Bhool Ke Bhi Pyaar Se Inkaar Mat Karna Apne Dil Ko Pyaar Se Bezaar Mat Karna Hey Chahat Ki Bataon Main Samjho To Bas Dhokha Hai Yeh Batain Sun Ne Se Apne Dil Ko Humne To Roka Hai Pyar Main So Uljhanein Hai Pyaar Mat Karna Jeene Marne Ka Koi Iqraar Mat Karna Dedoge To Dalpaoge Tadpoge To Pachhtaoge Deewanon Is Duniya Main Mat Kar Lena Dil Ka Sauda Pyaar Main So Uljhanein Hain Pyaar Mat Karna Jeene Marne Ka Koi Iqraar Mat Karna Raat Ho Ya Ho Din Pheeke Hain Pyaar Bin Ho Pyaar Main Dil Muskuraye Saari Ratain Jag Magaye Saari Rahein Jhil Milayein Jhoom Uthe Phir Sab Halke Halke Sapna Koi Jhalke Halke Halke Sapna Koi Jhalke Yeh Sapna Vapna Kya Hai Chhodo Na Pyaar Main So Uljhanein Hain Pyaar Mat Karna Jeene Marne Ka Koi Iqraar Mat Karna Chahat Ki Baton Main Samjho To Bas Dokha Hai Yeh Batain Sun Ne Se Apne Dil Ko Humne To Roka Hai Pyaar Main So Uljhanein Hain Pyar Mat Karna Jeene Marne Ka Koi Iqraar Mat Karna Pyaar Main Yoon To Kasmein Aur Vaade Bhi Hote Hain Lekin Kasme Vaade Jo Mane Wo Baad Main Rote Hain Bhool Ke Bhi Pyaar Se Inkaar Mat Karna Apne Dil Ko Pyaar Se Bezaar Mat Karna Dedoge To Dalpaoge Tadpoge To Pachhtaoge Deewanon Is Duniya Main Mat Kar Lena Dil Ka Sauda Dedoge To Dalpaoge Tadpoge To Pachhtaoge Deewanon Is Duniya Main Mat Kar Lena Dil Ka Sauda Pyaar Main So Uljhanein Hain Pyar Mat Karna Bhool Ke Bhi Pyaar Se Inkaar Mat Karna Pyaar Main So Uljhanein Hai Pyar Mat Karna Pyaar Main So Uljhanein Hai Bhool Ke Bhi Pyaar Se Pyaar Main So Uljhanein Hai Pyar Mat Karna Hey Hey |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Vivek Oberoi |
Actress | Aishwarya Rai Bachchan |
Music Director | Shankar Ehsaan Loy Shankar Mahadevan |
Singer | Mahalaxmi Iyer Vijay Prakash Sneha Pant |
Lyricist | Javed Akhtar |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Tips Industries Limited |
Duration | 2:03 |
Release Date | 01 Jan 2004 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Kyun...! Ho Gaya Na |