Senti Wali Mental Lyrics | Neeti Mohan | Amit Trivedi | Arijit Singh | Swanand Kirkire
Here is the lyrics and Information about Senti Wali Mental song. This song is released on 08 Oct 2018 by label Zee Music Company and runs for 9:02. This song is from movie Shaandaar. It features actor Shahid Kapoor, Alia Bhatt and singer Neeti Mohan, Amit Trivedi, Arijit Singh, Swanand Kirkire. Senti Wali Mental song's music is given by Amit Trivedi and lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. It got released in language Hindi.
Senti Wali Mental Full Video Song
Senti Wali Mental Lyrics
LYRICS |
---|
Badi Hi Senti Wali Mental Hain Ye Choriyaan X (2) Badi Hi Senti Wali Mental Hain Ye Choriyaan X (2) Ke Machchar Bhi Kaate To Selfie Uski Kheench Lein X (2) Zamane Se Lena Na Dena Haaye Zamane Se Lena Na Dena Ya Khuda Ya Khuda sacnilk.com Tu Humein Inse Bachaana Zara Ke Nakli Noton Ka Ek Bundle Hain Ye Choriyaan Badi Hi Senti Wali Mental Hain Ye Choriyaan X (2) Ho Subah Shaam Taaden Ye Ladkiyon Ko Gaur Se Rakkhe Hath Dil Pe Par Dhadke Kahin Aur Se Ho Rakkhe Hath Dil Pe Par Dhadke Kahin Aur Se Akal Hai Matar Ka Daana Re Haaye Akal Hai Matar Ka Daana Re Ya Khuda Ya Khuda Aayna Inko Dikhana Zara Ajee Harkat Se Accidental Hain Ye Chokre Ajee Harkat Se Accidental Hain Ye Chokre Humein Kehte Hain Per Khud Mental Hain Ye Chokre Humein Kehte Hain Per Khud Mental Hain Ye Chokre Haaye Ye Mascara Lip Gloss Ki Jitni Bahaar Hai Jo Ladke Palat Ke Na Dekhen To Bekaar Hai Dekhen To Bekaar Hai Na Dekhen To Bekaar Hai Ho Ye Audi BMW Ghanta Jaguar Hai Jo Ladki Na Baithi To Kaahe Ki Mehangi Car Hai Re Ha Ye Dunia Hai Bus-stop Ladki Bus Ke Jaisi Ruko Paanch Minto Mein Agli Phir Milegi Ho Sambhal Ke Kahin Na Ye Bus Cchoot Jaye Baaki Zindagi Warna Paidal Hi Kategi Ladkiya Bana Ke Bola God Ne Bhi "Oh My God" God Ka Karishma Ladki Ladke God Ka Hain Fraud Ho Tradition Yahi Hai Apna Ladkiya Paraya Dhan Ho Ladke Jaise Kaale Dhan Se Better Hai Paraya Dhan Better Hai Paraya Dhan Ji Better Hai Paraya Dhan Better Hai Paraya Dhan Ha Better Hai Paraya Dhan Ho Gaya Faisla Jao Jee Ho Gaya Faisla Jao Jee Ho Gaya Faisla Jao Jee Munh Dhoke Aao Zara Ladkiyon Ke Pairo Ka Sandal Hai Ye Chokre Ladkiyon Ke Pairo Ka Sandal Hai Ye Chokre Humein Kehte Hain Per Khud Mental Hain Ye Chokre Arey Harkat Se Accidental Hai Ye Chokre Main Hu Wo Sandal Ke Jis Pe Tera Bojh Hai Main Single Pasli Hu Tu Double Dose Hai Tu Double Dose Hai Kaisa Ye Dastoor Kaisa Riwaaz Hai Medium Dulhe Ki Dulhan Extra Large Hai Dulhan Extra Large Hai Tujko Kya Lagta Hai Teri Hirni Jai Chaal Hai Teri Kamar Hai Kamra Two BHK Hall Hai Rishta Hai Nahi Ye To Poora Scam Hai Zindagi Ka Safar Ab To Stuck In Jam Hai Rishta Hai Nahi Ye To Poora Scam Hai Zindagi Ka Safar Ab To Stuck In Jam Hai Jodta Hu Main Tere Haath Mujhko Nahin Phansna Tere Saath Pyaar Jis Pe Mujhko Aaye Tujhmein Na Ek Bhi Aisi Baat Maaroon Aisi Jodi Ko Laat Jo Kare Jeewan Ko Barbad Dekh Tu Halat Apni Hai Tujhpe Sharminda Aurat Jaat Haan Haan Haan Chal Hat Patli Kamar Ki Tujhko Kya Itni Demand Hai Haan Brad Pitt Ka Pota Hai Ya Tu James Bond Hai Maa Agar Teri Moti Hoti To Kya Chod Deta Size Ke Darr Se Kya Us Se Bhi Nata Tod Deta Hat Haan Wajan Ka Kya Hai Ye Workout Se Ghat Jaayega Tere Jaisa Blunder Kaise Undo Ho Paayega Aurat Jaat Ko Jo Neecha Dikhayega Jaan Le Besharam Mitti Me Mil Jaayega Aurat Jaat Ko Jo Neecha Dikhayega Jaan Le Besharam Mitti Me Mil Jaayega Auraton Ki Izzat Ka Jo Kare Public Me Faaluda Ek Durghatna Hai Tere Jaisi Paidayish Behuda |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Shahid Kapoor |
Actress | Alia Bhatt |
Music Director | Amit Trivedi |
Singer | Neeti Mohan Amit Trivedi Arijit Singh Swanand Kirkire |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Zee Music Company |
Duration | 9:02 |
Release Date | 08 Oct 2018 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Shaandaar |