Tanhayee Lyrics | Sonu Nigam
Here is the lyrics and Information about Tanhayee song. This song is released on 10 Aug 2001 by label T-Series and runs for 6:09. This song is from movie Dil Chahta Hai. It features actor Aamir Khan and singer Sonu Nigam. Tanhayee song's music is given by Shankar Ehsaan Loy and lyrics penned by Javed Akhtar. It got released in language Hindi.
Tanhayee Full Video Song
Tanhayee Lyrics
LYRICS |
---|
Tanhaai Tanhaai Dil Ke Raaste Mein Kaisi Thokar Maine Khaayi Toote Khwaab Saare Ek Maayusi Hai Chhaayi Har Khushi So Gayi Zindagi Kho Gayi Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Sazaa Main Paayi Tanhaai Tanhaai Milo Hai Phaili Hui Tanhaai Tanhaai Tanhaai Milo Hai Phaili Hui Tanhaai Khwaab Mein Dekha Tha Ek Aanchal Maine Apne Haathon Mein Ab Toote Sapnon Ke Shishe sacnilk.com Chubte Hai In Aankhon Mein Khwaab Mein Dekha Tha Ek Aanchal Maine Apne Haathon Mein Ab Toote Sapnon Ke Shishe Chubte Hai In Aankhon Mein Kal Koi Tha Yahin Ab Koi Bhi Nahin Banke Naagin Jaise Hai Saanson Mein Laheraayi Tanhaai Tanhaai Palkon Pe Kitne Aansu Hai Laayi Tanhaai Tanhaai Palkon Pe Kitne Aansu Hai Laayi Kyoon Aisi Umeed Ki Maine Jo Aise Naakaam Hui Door Banaayi Thi Manzil To Raste Mein Hi Shaam Hui Kyoon Aisi Umeed Ki Maine Jo Aise Naakaam Hui Door Banaayi Thi Manzil To Raste Mein Hi Shaam Hui Ab Kahan Jaaoon Main Kisko Samjhaaoon Main Kya Maine Chaaha Tha Aur Kyoon Kismat Mein Aayi Tanhaai Tanhaai Jaise Andhero Ki Ho Gehraayi Dil Ke Raaste Mein Kaisi Thokar Maine Khaayi Toote Khwaab Saare Ek Maayusi Hai Chhaayi Har Khushi So Gayi Zindagi Kho Gayi Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Sazaa Main Paayi Tanhaai Tanhaai Milo Hai Phaili Hui Tanhaai Tanhaai Tanhaai Milo Hai Phaili Hui Tanhaai Tanhaai Tanhaai Tanhaai Tanhaai |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Aamir Khan |
Music Director | Shankar Ehsaan Loy |
Singer | Sonu Nigam |
Lyricist | Javed Akhtar |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | T-Series |
Duration | 6:09 |
Release Date | 10 Aug 2001 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Dil Chahta Hai |