Tauba Tumhare Lyrics | Abhijeet Bhattacharya | Alka Yagnik
Here is the lyrics and Information about Tauba Tumhare song. This song is released on 13 Jun 2003 by label T-Series and runs for 5:16. This song is from movie Chalte Chalte. It features actor Shah Rukh Khan, Rani Mukerji and singer Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik. Tauba Tumhare song's music is given by Lalit Pandit, Jatin and lyrics penned by Javed Akhtar. It got released in language Hindi.
Tauba Tumhare Full Video Song
Tauba Tumhare Lyrics
LYRICS |
---|
Hey Hey Ha Tauba Tumhare Yeh Ishare Hum To Deewane Hain Tumhare Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho Jaadu Aate Hain Tumko Saare Tauba Tumhare Yeh Ishare Hum To Deewane Hain Tumhare Chhoo Lete Ho Taar Jo Dil Ke sacnilk.com Tum Hi Batao Tum Se Mil Ke Jaan-o-dil Koi Kyun Na Haare Tauba Tumhare Yeh Ishare Jism Damakta Jaadu Jaadu Zulf Ghaneri Khushboo Khushboo Saansein Hamaari Mehki Mehki Nazrein Tumhari Behki Behki Tumhara Badan Hai Jaise Chaman Hosh Udaa De Yeh Nazaare Tauba Tumhare Yeh Ishare Hum To Deewane Hain Tumhare Ho Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho Jaadu Aate Hain Tumko Saare Tauba Tumhare Yeh Ishare Hey Hey Aa Ha Koi Nasha Hai Chhalka Chhlka Hosh Bacha Hai Halka Halka Hum Hain Jaise Khoye Khoye Jaage Lekin Soye Soye Machalti Raho Pighalti Raho Baahon Ke Ghere Mein Hamaare Tauba Tumhare Yeh Ishare Hum To Deewane Hain Tumhare Chhoo Lete Ho Taar Jo Dil Ke Tum Hi Batao Tum Se Mil Ke Jaan-o-dil Koi Kyun Na Haare Tauba Tumhare Yeh Ishare Hum To Deewane Hain Tumhare Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho Jaadu Aate Hain Tumko Saare Tauba Tumhare Yeh Ishare |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Shah Rukh Khan |
Actress | Rani Mukerji |
Music Director | Lalit Pandit Jatin |
Singer | Abhijeet Bhattacharya Alka Yagnik |
Lyricist | Javed Akhtar |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | T-Series |
Duration | 5:16 |
Release Date | 13 Jun 2003 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Chalte Chalte |