Watan Walo Lyrics | Roop Kumar Rathod
Here is the lyrics and Information about Watan Walo song. This song is released on 10 Feb 2009 by label Universal Music India Pvt. Ltd and runs for 6:40. This song is from movie Indian. It features actor Sunny Deol and singer Roop Kumar Rathod. Watan Walo song's music is given by ANAND RAJ ANAND and lyrics penned by Anand Bakshi. It got released in language Hindi.
Watan Walo Full Video Song
Watan Walo Lyrics
LYRICS |
---|
Watan Walo Watan Na Bech Dena Ke Dharti Yeh Gagan Na Bech Dena Shaheedon Ne Jaan Di Hain Watan Ke Vaaste Shaheedon Ke Kafan Na Bech Dena Doston Saathiyon Hum Chale De Chale Apna Dil Apni Jaan Taake Jeeta Rahe Apna Hindustan Hum Jiye Hum Mare Is Watan Ke Liye Is Chaman Ke Liye Taake Khilte Rahe Gul Hameshaa Yahan Doston Saathiyon sacnilk.com Dosto Se Milo Dosto Ki Tarah Dushmano Se Milo Dushmano Ki Tarah Jeena Kya Marna Kya Buzdilon Ki Tarah Keh Raha Yeh Watan Yeh Zameen Aasmaan Maao Ne Apne Bete Diye Naujawan Soch Kar Aur Kya Taake Jeeta Rahe Apna Hindustan Maatrabhoomi Ka Dil Tu Nahin Todna Desh Ke Dusmano Ko Nahin Chhodna Marna Jeena Tujhe Is Watan Ke Liye Farz Apna Nibha De Aawan Ke Liye Naaz Tum Pe Kare Yeh Zameen Aasmaan Dete Hain Yeh Dua Taake Jeeta Rahe Apna Hindustan Desh Ke Naam Apni Jawani Likhi Yeh Jawani Hai Kya Zindagani Likhi Bas Yahan Tak Ki Hum Ne Kahani Likhi Ab Likho Iske Aage Ki Tum Daastan Ab Likho Iske Aage Ki Tum Daastan Farz Kar Do Ada Taake Jeeta Rahe Apna Hindustan Doston Saathiyon Hum Chale De Chale Apna Dil Apni Jaan Taake Jeeta Rahe Apna Hindustan |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Sunny Deol |
Music Director | ANAND RAJ ANAND |
Singer | Roop Kumar Rathod |
Lyricist | Anand Bakshi |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | Universal Music India Pvt. Ltd |
Duration | 6:40 |
Release Date | 10 Feb 2009 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Indian |