YOUN HI TUM MUJHSE Lyrics | Shreya Ghoshal | Sonu Nigam
Here is the lyrics and Information about YOUN HI TUM MUJHSE song. This song is released on 01 Jan 2004 by label T-Series and runs for 5:22. This song is from movie Khakee. It features actor Akshay Kumar and singer Shreya Ghoshal, Sonu Nigam. YOUN HI TUM MUJHSE song's music is given by Ram Sampath and lyrics penned by Sameer (lyricist). It got released in language Hindi.
YOUN HI TUM MUJHSE Full Video Song
YOUN HI TUM MUJHSE Lyrics
LYRICS |
---|
Teri Baanhon Mein Hum Jeete Marte Rahein Yunhi Hum Tumse Pyaar Karte Rahein X 2 Hamne Dekhi Nahin Aisi Deevaangi Kam Na Hogi Kabhi Ab To Dil Ki Lagi Jism Se Rooh Mein Hum Utarte Rahein Yunhi Ham Tumse Pyaar Karte Rahein Aaj Karo Tum Hamse Bas Chaahat Ki Baatein Kaatte Se Katti Nahin Ab To Tanhaa Raatein Khwaab Banaa Ke Tumko Aankhon Mein Rakh Leinge sacnilk.com Beqraariyaan Kah Rahin Hain Hum Chain Tumko Deinge Aake AaGhosh Mein Hum Sanvarte Rahein Jism Se Rooh Mein Hum Utarte Rahein Teri Baanhon Mein Hum Jeete Marte Rahein Yunhi Hum Tumse Pyaar Karte Rahein Humne Dekhi Nahin Aisi Deevaangi Kam Na Hogi Kabhi Ab To Dil Ki Lagi Jism Se Rooh Mein Hum Utarte Rahein Yunhi Hum Tumse Pyaar Karte Rahein Yun Agar Dekhoge Deevaanaa Kar Doge Ishq Mein Hamein Yaar Tum To Mastaanaa Kar Doge Baat Meri Tum Maano Deevaanaapan Chhodo Na Karo Hamein Beqraar Qasmon Ko Na Todo Khushbuon Ki Tarah Hum Bikharte Rahein Jism Se Rooh Mein Hum Utarte Rahein Teri Baanhon Mein Hum Jeete Marte Rahein Yunhi Hum Tumse Pyaar Karte Rahein Humne Dekhi Nahin Aisi Deevaangi Kam Na Hogi Kabhi Ab To Dil Ki Lagi Jism Se Rooh Mein Hum Utarte Rahein Yunhi Hum Tumse Pyaar Karte Rahein La La La Hm Hm |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Akshay Kumar |
Music Director | Ram Sampath |
Singer | Shreya Ghoshal Sonu Nigam |
Lyricist | Sameer (lyricist) |