Yaara Yaara Lyrics | Alka Yagnik | Udit Narayan
Here is the lyrics and Information about Yaara Yaara song. This song is released on 09 Apr 2004 by label YRF Music and runs for 4:44. This song is from movie Hum Tum. It features actor Saif Ali Khan, Rani Mukerji and singer Alka Yagnik, Udit Narayan. Yaara Yaara song's music is given by Jatin and lyrics penned by Prasoon Joshi. It got released in language Hindi.
Yaara Yaara Full Video Song
Yaara Yaara Lyrics
LYRICS |
---|
( Yaara Yaara Main To Phisal Gaya Re Yaara Yaara Had Se Guzar Gaya Re )(2) Kaisi Mushkil Hai Rahein Thame Chalna Ye Banhein Toote Na Re Roothe Na Re Chhote Na Saath Hamara Yaara YaaraHad Se Guzar Gaya Re Jab Jab Mushkil Ho Rahein Thaam Lengi Ye Banhein Tootega Na Roothega Na Chhoote Na Saath Hamara Yaara YaaraHad Se Guzar Gayaa Re Yun I Nahin Dagmagaya Hoon Main(2) Sambhalne Ko Hi Paas Aaya Hoon Main sacnilk.com Agar Jhooth Bole Qasam Doon Tujhe Agar Chal Na Paaye Qadam Doon Tujhe Hamse Koi Khata Ho Dena Jo Bhi Saza Toote Na Re Roothe Na Re Chhoote Na Saath Hamara Yaara YaaraHad Se Guzar Gayaa Re Yaara Yaara Tu ToHad Se Guzar Gayaa Re Mujhe Jhoomne De Mujhe Hai Nasha(2) Tere Dil Mein Kya Hai Mujhe Kya Pata Agar Yun Nahin Bekhabar Hota Tu To Phir Mera Hamsafar Hota Tu Main To Itna Hi Samjhoon Main To Itna Hi Janoo Toote Na Re Roothe Na Re Chhoote Na Saath Hamara Yaara YaaraHad Se Guzar Gayaa Re Yaara Yaara Tu ToHad Se Guzar Gayaa Re Kaisi Mushkil Hai Rahein Thame Chalna Ye Banhein Toote Na Re Roothe Na Re Chhote Na Saath Hamara Yaara YaaraHad Se Guzar Gayaa Re |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Saif Ali Khan |
Actress | Rani Mukerji |
Music Director | Jatin |
Singer | Alka Yagnik Udit Narayan |
Lyricist | Prasoon Joshi |