Yeh Sama Lyrics | Soumya Raoh | Shaan
Here is the lyrics and Information about Yeh Sama song. This song is released on 01 Jan 2002 by label T-Series and runs for 5:56. This song is from movie Yeh Kya Ho Raha Hai?. It features actor and singer Soumya Raoh, Shaan. Yeh Sama song's music is given by Shankar Ehsaan Loy and lyrics penned by Javed Akhtar. It got released in language .
Yeh Sama Full Video Song
Yeh Sama Lyrics
LYRICS |
---|
Gungunata Hai Geet Gaata Hai Yeh Sama Khil Rahe Hai Gul Mehak Jaata Hai Yeh Sama Khushbuon Mein Jaise Nahata Hai Yeh Sama Hum Hai Joh Is Pal Yahan Baadal Bhi Parbat Bhi Nadiyan Bhi Dhaare Bhi Saare Nazare The Gumsum Jaagi Hawayein Hai Jaagi Fizayein Hai Aaye Yahan Hai Joh Hum Tum Gungunata Hai Geet Gaata Hai Yeh Sama sacnilk.com Khil Rahe Hai Gul Mehak Jaata Hai Yeh Sama Khushbuon Mein Jaise Nahata Hai Yeh Sama Hum Hai Joh Is Pal Yahan Dil Pe Joh Bhoj The Woh Saare Halke Huye Zindagi Mein Naye Rang Hai Chhalke Huye Zulfein Hai Khul Gayi Aanchal Hai Dhalke Huye Palkon Pe Joh Sapne Sajata Hai Yeh Sama Har Nazar Mein Jaadu Jagata Hai Yeh Sama Daastan Koi Sunata Hai Yeh Sama Hum Hai Joh Is Pal Baadal Bhi Parbat Bhi Nadiyan Bhi Dhaare Bhi Saare Nazare The Gumsum Pyar Ki Ragini Hai Jab Se Humne Suni Tab Se Hai Raahon Mein Thandi Si Ik Roshni Raah Kaisi Haseen Hum Dono Ne Hai Chuni Humse Milke Joh Muskurata Hai Yeh Sama Roop Kitne Pyare Dikhata Hai Yeh Sama Har Ghadi Ko Dilkash Banata Hai Yeh Sama Hum Hai Joh Is Pal Baadal Bhi Parbat Bhi Nadiyan Bhi Dhaare Bhi Saare Nazare The Gumsum Jaagi Hawayein Hai Jaagi Fizayein Hai Aaye Yahan Hai Joh Hum Tum Gungunata Hai Geet Gaata Hai Yeh Sama Khil Rahe Hai Gul Mehak Jaata Hai Yeh Sama Khushbuon Mein Jaise Nahata Hai Yeh Sama Hum Hai Joh Is Pal Yahan |
Song Releated Artist
Profession | Artist |
---|---|
Music Director | Shankar Ehsaan Loy |
Singer | Soumya Raoh Shaan |
Lyricist | Javed Akhtar |
Song Releated Information
Type | Details |
---|---|
Label | T-Series |
Duration | 5:56 |
Release Date | 01 Jan 2002 |
Language(s) | |
Movie | Yeh Kya Ho Raha Hai? |